Kya sahi me true caller use karna achha hai?

 Truecaller App Pros and Cons ,How Does Truecaller Work

How does truecaller work,Is truecall app safe?Disadvantage of Truecaller:-

TRUECALLER kya hai? trucaller kaise kaam karta hai?disadvantage of trucaller etc  questions ko lekar aap bahut curious honge aur aap bhi sochte honge ki kaise ye work karta hai ,to dosto aaj main aapko upar di gayi saari cheezon ke baare  me bataunga ki kaise ye app kisi unknown number ke owner ka naam bata deti hai aur is app ke use karne ke kya nukshaan hain
trucaller
Is truecaller  really good idea

Truecaller kya hai:-

Doston sabse pahle main aapko bata doon ki truecaller ek aise app hai jiske dwara aap kisi unknown number ki caller id ka pata laga sakta hai .Kewal caller id hi nhi balki ye uska  naam ,location,profile  aur yahan tak ki call recording bhi mil sakti hai.Sabse dangerous to yah hai ki ydi aapne bhi truecaller ko register kr rakha hai to aapke dost bhi pata laga sakte hain ki aapne aakri baar true caaler kab dekha tha yaa caaling kb ki thi.  Basically ye unhi logo ke caller id ko batati hain jinhone is app ko regiter kar ke rakha haiTo aise aaap logo ke liye jaahir si baat hai ki aap sochenge ki ye to really helpful app hai.But ruko ruko aaj main aaap ko bataunga ki ye kaise hota hai aur aapke isse kya nukshhan hai
TRUECALLER
TRUECALLER PROS AND CONS

Trucaller kaise kaam karta hain:-

to doston jb aap truecaller ko install karte hain to yah aapse kuch permission maangta hai jo aap log aankh moond kar de dete hain. aur jb ye install ho jaata hai to ye aapke phone me maujoood saare contacts, aapki id ,aap kaun sa browser use karte hain , aapka mobile kaun sa haiin,aapki contscts list ,aapke mobile me kaun kaun si application installl kar rakhi hai etcko apne server me le leta hai aur is prakar yah app apnecustomers ko serviice provide karta hai yaani aapka saara data apne server me save karke aapko hi dikhta hai aur aaap kush ho jaaaten hain .jaise ki aapka number maan lo ki aapke bahut saare dosto,sambandhiyon ne alag alag naam se save kiya hai,to jo naam sbase comon hoga yaai\ni ki aapka number jis naam se jyada logo ne save kiya hoga,usi name ko truecaller  dikhata hai jb aapka number koi truecaller pr search karta hai.Isi prakar trucaller data sharing se paise bhi kamata hai.
to aapko bata chal gaya hoga ki truecaller kaam kaise karta hai

Truecaller  use karne ke nukshaaan :- 

Doston jb aap truecaller ko install karte hain to yah camera aur microphone tatha aur bhi cheezon ke access ki permission leta hai. Yaani trucaller aapki audio tatha call recording ko bhi apne server me save karke rakha hua hai. jisse ki aapki privacy ko bahut hi bada khatra hai.Hum log to g oogle aur facebook pr data bechane ke aarop to laga rahe hain lekin hamara sabse jyada data trucaller hi lekar jaata hai.AUR to aur ydi aapko kishi ka number chahiye  ,kisi ka mtlb kisi  ka bhi    ,to aap inhe mail katrke le sakte haiin lekin iske badle main aapse paisa  bhi lengi ..to aap jaan hi gaye honge ki iske nukshaan kya hain

Truecaller ka sahi se use kaise karen:-

To dosto ab aap to jaan hi gaaye honge ki truecaller kaise hamara data hamari permiission ke bagair hamse lekar chala jaata hai aur hamko pata hi nhi chalta.to dosto ab hum aapko batane jaa rahe hain ki aap truecaller  ke in nukshhaano se kaise bach sakte hain.
1.Yadi aapko apni privcy pyari hai yaani aap chahte hain ki aapke personal information ke baare me unknown log naa jaane to aap truecaller app ka use mat kijiye
2.Aur yadi aap sochte hain ki yaar ye to hamen unknown ki caller id batata hai,ye feature use hi karna chahiye lekin apni privacy ko chupake.To iske liye doston aap koi farzi gmail id banaiye aur  truecaller ke browser pr jaakr usi mail id se login kr lijiye .iske baad yadi aapko kisi ke caller id pata karni hai to aap wahan jaakr search kr lijiye.

To doston aap in sbhi cheezon ko karke truecaller ka achhe se use kar sakte hain.Dosto yadi aapko post kaisi lagi comment box me jarror bataiye.
Aur Aise news daile paane ki liye  blog ko jaroor subscribe karen

THANK YOU


Newest
Previous
Next Post »
Global site tag (gtag.js) - Google Analytics -->